Best 20 line bewafa Shayari new collection for you

Best Bewafa Shayari expresses the pain of betrayal and heartbreak when love changes its colors These heartfelt lines are for those who have experienced loneliness tears and unfulfilled promises in their relationships Every verse of Bewafa Shayari holds the feeling of separation and the silent cry of a broken heart It reflects the emotions that words often fail to express the sorrow of lost love and the ache of memories that never fade Through this poetry people find a way to release their pain and connect with others who have felt the same Each line speaks of deep emotions shattered dreams and the reality of love’s cruelty.

2 Line Bewafa shayari in Hindi, bewafai line

Alone shayari is also here for you.

कोई कहता है दुनिया प्यार पर चलती है,
कोई कहता है दुनिया दोस्ती पर चलती है,
लेकिन जब आज़माया तो यह पाया कि
दुनिया तो बस अपने मतलब के लिए चलती है।

Tumse baat na ho to dil ka sahara toot jata hai
Akelepan ka bojh rooh tak jhank jata hai.
Khamoshi mein bhi teri yaadon ki goonj rehti hai
Ek larki ka dard sirf aansuon mein kehti hai

Bottle pe bottle pine se kya faida dost
Raat guzri to nasha bhi utr jayega
Sirf baar kisi ki bewafai piyo pyar ki kasam
Umar saari nashe mein guzar jayegi

Best alone shayari 2 line is here for you.

Bewafai line

Tumse baat na ho to dil ka sahara toot jata hai
Akelepan ka bojh rooh tak jhank jata hai
Khamoshi mein bhi teri yaadon ki goonj rehti hai
Ek larki ka dard sirf aansuon mein kehti hai.

Ab to ye chaandni bhi hamein jalati hai
Bhari mehfil mein bhi tanhai satati hai
Jab se woh door gaye hain humse
Hamari aankhein unki yaadon mein roti hain

Sabke hote hue bhi tanhai milti hai
Yaadon mein bhi gham ki parchhai milti hai
Jitni bhi dua karte hain kisi ko paane ki
Usse zyada uski judaai milti hai

Bewafai line

Samajh na sake unki baaton ko
Hum pyar ke nashe mein choor the
Aaj samajh mein aaya
Jispe hum jaan chhidakte the
Woh dil todne ke liye mashhoor the

Koi acha lage toh us se pyar mat karna
Us ke liye neendein kharab mat karna
Do din toh woh aye ga khoshi se milne
Tesre din kahe ga intezar mat karna

Chhod Do Tanhai Mein Mujhko Yaaro
Saath Mere Rahkar Kya Paaoge
Agar Ho Gayi Aapko Bhi Mohabbat Kabhi
Meri Tarah Tum Bhi Pachhtaoge

In aankhon ko samajhne wala chahiye
Rote hue dil ko hasane wala chahiye
Yu to mil jaate hain pyar jatane wale bohot
Par humein to pyar nibhaane wala chahiye

Main Is Liye Rahta Hun Din Raat Tanha Yaaro
Mujhko Kisi Ki Jarurat Mahsoos Hi Nahi Hoti
Itna Ro Chuka Hun Main Apne Ghamon Par Moula
Aaj Kal Toh Meri Kabhi Aankh Bhi Nahi Roti

Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai
Wafa Karke Bhi Dekho Buraai Mili Hai
Jitni Dua Ki Tumhe Pane Ki
Us Se Jayada Teri Judai Mili Hai

Tanhai Mein Hum Teri Taakte Hain Raahein
Tumhe Dekhne Ko Tarsati Hain Nigahein
Bekhudi Ka Yeh Aalam Hai Kaisa
Tumhe Yaad Karke Nikalti Hain Aahein

Tanhayi mere dil mein samati chali gayi
Kismat bhi apna khel dikhati chali gayi
Mehkti fiza ki khusbu me jo dekha pyar ko
Bas yaad unki aayi aur rulati chali gayi

Wo Bhi Tanha Mein Bhi Tanha Bhir Mein Har Shaqs Tanha
Raat Ke Aagosh Mein Kat Ta Hai Ab Waqt Tanha
Ungliyon Ko Yaad Hai Wo Uske Haatho Ki Chuuan
Dhund Ke Chhat Jaane Pe Dekha Apna Haath Tanha

Utray Jo Zindagi Teri Gehraiyon Mai Hum
Mehfil Mai Reh Ke Bhi Rahe Tanhaiyon Mai Hum
Deewangi Nahi To Or Kya Kahein Isse?
Insaan Dhoundtay Rahay Parchaiyon Mai Hum

Khuda ne kaha apno se itna pyar matt kar
Bahut dukh payega
Maine kaha ae Khuda neeche aake mere apno se mil to sahi
Tu bhi upar jana bhool jayega

Bewafai line

Kuch beete lamhon se mulaqat hoi
Kuch bhole howe sapno se baat hoi
Yaad jo karne baithe in tamam yaadon ko
Toh aapki hi yaadon se shuruwat hoi

Pal Pal Tanhai Me Tadapta Raha
Teri Yaadon Ke Tufano Se Ladta Raha
Koi Puchta To Kehta Theek Hu Main
Kaun Jaane Kaise Mar-Mar Kar Jeeta Raha Main

Dil mein base ho zara khayal rakhna
Waqt mile jaaye to zara yaad rakhna
Mujhe to aadat hai aap ko yaad karne ki
Lekin agar aap ko bura lage to maaf karna

bewafa shayari hindi ,Bewafai line

Bewafai line

Ada Labon Se Dil Ki Baat Ho Jane Do
Qabool Aaj Dil Ki Ibadat Ho Jane Do
Tanha Chal Rahe Ho Dasht E Zeest Mein
Do Pal Mujhko Zara Saath Ho Jane Do

Aaj ak baat toh batao mujhe zindagi khuwab kiyun dekhati hai
Kya sitam hai keh ab teri surat gaur karne pe yaad aati hai
Kon iss ghar ki dekh bhal kare roz ak cheez toot jati hai.

Muh zubani na jatata keh mohabbat kya hai
Main tujhe kar keh dekhata keh mohabbat kya hai
Kaise seene se lagaon keh kisi aur keh ho

bewafai line

Kuch dard dil mein chupa howa hai
Kuch aanso aankhon mein chupe howe hain
Tumne chaha tha humein magar humse juda ho gaye
Ab yeh zindagi sirf khuwabon mein ruki hoi hai

Mere hote toh batata keh mohabbat kya hai
Khub samajhata tujhe teri misalein de kar
Kaash tu pochne aata keh mohabbat kya hai.

Kuch din toh tha udas magar phir sambhal gaya
Shayad kisi ke rang mein mera yaar dhal gaya
Tha main bhi aziz usko dil o jaan se toh phir
Hairaan hoon main keh yaar woh kaise badal gaya.

bewafai line

Mere wajood mein teri yaadon ka deep jalta hai
Fiza ki dhoop mein jaise pata koi sarakta hai
Zara bhi farq nahi hu baho dhadakta hai
Yeh dil nahi mere seene mein tu dhadakta hai.

Phir Aaj Wahi Saam Hai Saath Mein Hai Meri Tanhai
Zindagi Kuch Thami Huyi Si Lagti Hai
Kaisi Hai Yeh Khudaai Koshish Karta Hun Kisi Tarah Byaan Kar Sakun
Apne Jazbaton Ko Sayad Isiliye Ban Jaati Hai Aksar Anjaane Mein Koi Rubai.

Jitna has raha hoon utna hi toota hoon
Jo andar chhupa hai wo kabhi kisi ne na janaa.Akelepan mein khud se baatein karta hoon
Jinhe chaaha unhi se door rehta hoon.Jin logon ko hum sab kuch samjhte hain
Wohi aksar tanha chhod jaate hain.

Tumse baat na ho to dil ka sahara toot jata hai
Akelepan ka bojh rooh tak jhank jata hai
Khamoshi mein bhi teri yaadon ki goonj rehti hai
Ek larki ka dard sirf aansuon mein kehti hai.

bewafai line

Baarry Jatan Se Kamal Hui Hai TanHaal
DIL-е-Таван Днапак KR Iссу Таван
Na KR Ya SHYARI NAHI Seeny Ke zakham Hain saary
TU DIL KA DARD Sama Yaar Waar waан Naa Kar

Akele chod jate ho yeh tum acha nahi karte
Humara dil jalate ho yeh tum acha nahi karte
Bikhar jayen andheron mein sahara tum hi dete ho
Magar phir chod jate ho yeh tum acha nahi karte

Yehan Sab Kuchh Bikta Hai Dosto
Rehna Jara Sambhal Ke
Bechne Wale Hawaa Bhi Bech Dete Hain
Gubbaron Mein Daal Ke.

Zindgi Sirf Mohabbat Nahi Kuchh Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsaar Ki Jannat Nahi Kuchh Aur Bhi Hai
Bhookh Aur Pyaas Ki Maari Huyi Iss Duniya Mein
Ishq Hi Ek Hakiqat Nahi Kuchh Aur Bhi Hai.

bewafai line

Parda aankhon se hatane mein bahot deer lagi
Hamein duniya nazar aane mein bahot deer lagi
Nazar aata hai jo waisa nahi hota koi
Khud ko yeh baat batane mein bahot deer lagi

Kuch logon ki taqdeer mein
khushiyan likhi hoti nahin
Lagta hai shayad main bhi
un mein se ek hoon..

Itna udaas shaam ka
manzar kabhi dekha na tha
Lagta hai sooraj ke saath
mera dil bhi doob gaya

Zindagi mein kuch armaan
jo poora hua nahin
Koi ek tha jo mera pehle
Par ab woh mera raha nahin

bewafai line

Bewafai line

Aye gardish e ayam humein ranj bahut hai
Kuch khuwab the aise jo bikharne ke nahi the
Dukh yeh hai mera Yousif Yaqub ke khaliq
Woh log bhi bichade jo bichadne ke nahi the.

Woh mile toh un se kehna bewafai ka kafara nahi hoga
Aur ab laut bhi aao toh yeh dil tumhara nahi hoga
Kitni raatein jagi hain kitne din bechain rahe
Humse woh sab hisab doubara nahi hoga.

Mere dard ko kis ne dekha hai
Jis ne dekha hai mujhe hanste dekha hai
Aksar rota hai dil tanhai mein
Mehfil mein logo ne bas mujhe hanste dekha hai
.

dard bhari bewafa shayari

bewafai line

dekh agar Pyar se To sab Kamal Tera hai
mere Dil per likhe sab sawal hi Tere Hain
kaise yakin dilau tujhko hai Jana
Is Dil mein sabhi khyal Tere Hain

Kisi ne khwab dikhayen the hamen bhi
Kisi se hamara bhi raabta hua tha
yah khado khal Yun Hi Nahin bigade
hamare Sath mohabbat ka hadsa hua tha

paal paal tarse the jis pal ke Liye
vo paal bhi aaya kuch pal ke Liye
Socha us pal ko rok lun kuchh pal ke Liye
aur vah pal na ruka ek pal ke Liye

ishq samjhe The jisko wo shayad
bus itna Sahi narsai ka rishta
mere aur uske darmiyan nikala
Umar Bhar ki judaai ka rishta

avval to Dil mein Kisi gair ko aane nahin diya
aane Diya To fir use jaane nahin diya
mushkil se Bewafa mujhe woh shakhs mila tha
usko bhi is Jahan ne nibhaane nahin diya

tabib Yun na Kar koshish hai
tujhe Kya Khabar mere marj ki
tu ishq kar phir chot kha
FIR likh dava mere marj ki

isiliye to Kisi ko batane wale Nahin
ki Tera Mera talaq jamane wala nahi
palat kar a hi gaye ho to itna dhyan Rahe
tumhara dost hun lekin purane wala Nahin

khatute Noor se har hashiya mazahiya tha
kitaben Nur mein Sara Kalam aankhen thi
vo kafila shayad ande Nagar se aaya hai
har shakhs ka takiya a Kalam aankhen thi

shikwa Kare to kisse se ke ay zakhms Narsa
har shakhs khela humse bade ahatram se
ay darde hijar humse mohabbat se pesh ay
humne tujhko Jee la bade ahatram se

jarur Nahin hai mujhmein aur na aana ka masala hai
munafath Jahan par dekh lun main talak Tod deta hun
khwab kya dekhen thake hare log
aise sote Hain ki Mar jaate Hain

kabhi To tu bhi tabiyat per bojh lagta hai
kabhi To tu bhi Java ghazal nahi hota
tumhen Hale Dil sunaye to kis Liye ae Dil
tumhare pass bhi to uljhan ka Hal Nahin hota

Anjaane mein woh mujh ko rulane lag gayi
Ghairon ko ab woh hansane lag gayi
Ek aansu bhi nahi chhupaya tha jis ne
Ab woh kyun baatein chhupane lag gayi hai

bewafai line

Kisi ajnabi ne kaha tha mohabbat na karna
Lekin ho jaaye to phir inkaar bhi mat karna
Nibaah sako to mohabbat karna mohatarma
Warna kisi ki zindagi barbaad mat karna

Hasrat bhari nigahon ko araam tak nahi
Woh yun badal gayi ke ab salaam tak nahi
Jis ki talab mein apni zindagi guzar di
Us bewafa ke lab pe mera naam tak nahi

Rona parta hai ek din muskurane ke baad
Yaad aata hai woh shakhs door jaane ke baad
Dil dukhta hi hai us shakhs ke liye
Jiyo apna na ho saka itni mohabbat jatane ke baad

Us ka wada bhi bara ajeeb tha
Ke zindagi bhar saath nibhaungi
Main ne ye bhi nahi poocha ke
Mohabbat ke saath ya yaadon ke saath

Teri tasveer khwaab mein rakh di
Yaani khushboo gulab mein rakh di
Pehle kuch din mere labon pe rahi
Phir udaasi kitaab mein rakh di

Maut to door se hi dekhe gi
Maar daalegi zindagi mujh ko
Jaan jaaye ga baat saari
Chhod jaaye ga tu bhi mujh ko

Ek ajeeb sa manzar nazar aata hai
Har ek aansu samandar nazar aata hai
Kahan rakhoon ye sheeshe sa dil apna
Har ek larki ke haath mein patthar nazar aata hai

bewafa dard bhari shayari, bewafai line

Ro raha hoon ek muddat se
Ishq ho gaya tha shiddat se
Tajurba hai tabhi to keh raha hoon
Maut behtar hai mohabbat se

Insan ke kandhon pe insan ja raha tha
Kafan mein lipta kuchh armaan ja raha tha
Jis ko mili bewafai mohabbat mein
Wafa ki talash mein woh qabristan ja raha tha

Dard ko bhi dard hone laga
Dard seene mein chhup kar rone laga
Kabhi na roye the hum dard ko dekh kar
Aaj dard humein dekh kar rone laga

Teri deed jis ko naseeb ho
Woh naseeb qabil-e-deed hai
Tujhe sochna meri zindagi
Tujhe dekhna meri eid hai

Jise chaha usey hum bata na sake
Aur kisi ko hum chaah na sake
Maana ke hum bohot kamzor hain magar
Hamari chahat ka andaza aap laga na sake

Maah para ho maah jabeen ho tum
Jaan-e-jaan kis qadar haseen ho tum
Khoobsurat ho khoob seerat ho
Husn walon mein sar-nasheen ho tum

Shadeed raha tera intezar mujhe
Ke waqt minnatein karta raha guzar mujhe
Main rooth kar awaaz tak na diya usey
Main dil mein cheekh ke kehta raha, pukar mujhe

Jaan Ki Bheek Mangne Ki Liye Bi
Kabi Hath Ham Ne Phelia Hi Nahi
Anjum Muj Ko Mere Waa’z Ne
Sisak Kar Jena Sikhaya Hi Nahi

Aaj Bi Us Ki Aankhon Mein Raaz Wohi Tha
Chehra Wohi Tha Chehra Ka Libas Wohi Tha
Kese Us Ko Bewafa Keh Doon Yaro
Aaj Be Us Ke Dekhne Ka Andaaz Wohi Tha

Khud-darion Ke Khon Ko Arzan Na Kar Sake
Ham Apne Johron Ko Nmyan Na Kar Sake
Kis Darja Dil Shakan They Mohabat Ke Haadse
Ham Zindagi Mein Phir Koi Arman Na Kar Sake

Sehra Ki Tarah Rehte Hoye Thak Gai Aankhen
Dukh Kehta Hai Ab Koi Sehra Bi Tu Dekhon
Ye Kya Ke Wo Jab Chahe Muje Chen Le Muj Se
Apne Liye Wo Shakhs Trapta Bi Tu Dekhon

Yeh Nazar Muntazir Hai Teri Aj Bhi
Dil Kisi Or Sy Aashnaa Hi Nahi
Ma Kiun Rasta Dun Kisi Aur Ko
Jab Koi Tery Jaisa Bana Hi Nahi

bewafai line

Jene Ka Haq Saamraj Ne Chen Liya
Utho Marne Ka Haq Istemal Karo
Zilat Ke Jene Se Marna Behtar Hai
Mit Jao Ya Qasr-E Satam Pamal Karo

Guzar Gye Hain Bohat Din Rafaqat-e Shab Mein
Ik Umar Ho Gyi Chehra Wo Chand Sa Dekhe
Tere Siwa Bi Kyi Rang Khush Nazar They Mgar
Jo Tuj Ko Dekh Chuka Ho Wo Aur Kya Dekhe

Pass Rah Kar Judai Ki Tuj Se
Dor Ho Kar Tuje Talash Kia
Mein Ne Tera Nishan Gum Kar Ke
Apne Andar Tuje Talash Kia

Wo Je Gheet Tum Ne Suna Nahi
Meri Umar Bhar Ka Riaz Tha
Mere Dard Ki Thi Dastan
Jisay Tum Hansi Mein Ura Gaye

Ye Aankh Jab Zara Nam Ho Aur Barish Ka Mosam Ho
Muje Lahaq Tera Gham Ho Aur Barish Ka Mosam Ho
Udasi Jam Si Jati Hai Kisi Barf Ki Manind
Khayalon Main Agar Tum Ho Aur Barish Ka Mosam Ho

Ye Zabt Choot Gaya Tu Tumhari Yaad Ayi
Main Thak Ke Toot Gaya Tu Tumhari Yaad Ayi
Tumhare Baad Na Tha Koi Mera Dil Ke Siwa
Ye Dil Bi Roth Gaya Tu Tumhari Yaad Ayi

Na Tu Zamain Ke Liye Hai Na Aasman Ke Liye
Jahan Hai Tere Liye Tu Nahi Jahan Ke Liye
Nishan-e Rah Dikhate Thay Jo Sitaron Ko
Taras Gye Hain Kisi Mard-e Rah Dan Ke Liye

Tum Jab Aao Gi Khoya Hua Pao Gi Muje
Meri Tanhai Mein Khwabon Ke Siwa Kuch Bi Nahi
Mere Kamre Ko Sajane Ki Tmana Hai Tumhen
Mere Kamre Mein Kitabon Ke Siwa Kuch Bi Nahi

bewafa shayari gujarati, bewafai line

Har Bar Tuj Se Milte Waqt
Tuj Se Milne Ki Aarzo Ki Hai
Tere Jaane Ke Baad Bi Mein Ne
Teri Khushbu Se Guftagu Ki Hai

Raat Yun Dil Mein Teri Khoyi Hui Yaad Ayi
Jese Werane Mein Chupke Se Bahar Ayi
Jese Sehraon Mein Hole Se Chlae Bad-e Naseem
Jese Beemar Ko Bewaja Qarar A Jaye

Us Ne Acha Hi Kya Hal Na Pocha Dil Ka
Bharak Uthta Tu Ye Shola Na Dbaya Jata
Ishq Sunte Thay Jise Ham Wo Yehi Hai Shayad
Khud Ba Khud Hai Dil Mein Ik Shakhs Smaya Jata

Wo Raaste Me Palta To Ruk Me B Gia,
Pher Kadam, Kadam Na Rahe Safar, Safar Na Raha,
Nazron Se Giraya Usko Kuch Es Tarha Ham Ne
K Wo Khud Apni Nazron Me Mutahbir Na Raha

Mera har din teri har raat se behtar ho ga
Mera har shair teri har baat se behtar ho ga
To bhi dekh lena apni bewafa nazron se
Mera janaaza teri baraat se behtar ho ga

Nikal kay teray pehlo say main jaon tou kaha jawo
bhula kay teri yaadon ko main chaho tou kisay chaho
adaon pay teray ‘ahsaan’ bohat tou mar hi jatay hain
magar teri adaon ko main paon tou kaha paon.

Rait pe kbi nam likhte ni
Likhe nam kbi tikte ni
Log to khate hen him phather dil hen
Liken phathero pe likhe nam kbi mitate ni

Kab Howi pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi
Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi
Mai to Madhosh tha kuch itna Uski Chahat Mein
Us Ne Kab Chorr Diya Sath Mujhe Yaad Nah

Bewafai line

Aik Bewafa Say Dosti Laga Kar Ro pary
Usy Dubara Dekh Kar Khushi Say Ro pary
Woh To Dost Ke Shakal Main Tah Hi Bewafa
Usy Apna Dil Day Kar Ro pary

Ye din yuhin guzar jaen ge ,
Shayad hum dost yuhin bichar jaen ge,
Naraz mat hona hmari shararton se,
Yehi wo pal hai jo aksar yaad ayen ge

Main Nay Us Sey Poucha..
Bhula Diya Mujh Ku Kesay..
Baja Kay Chutikayan Wu Boli..
Asay, Asay, Asay

Zindagi Mili To Kya Mili
Ban K Bewafa Mili
Itna Meray Gunah Na The
Jitne Mujhe Saza Mili

bewafai line

Yaron K Sitam Un Ki Jafa Yaad Karen Ge
Ab Zulm-e-Dosti Ki Saza Yaad Karen Ge
Kabhi Bhol Kr B Naam Na Len Gy Wafa Ka
Esi Chot Lagi Hy K Sada Yaad Karen Gy

Ik waqt kay khony kaa ehsaas hua hai
Ye lamha na kbhi sach ma paas hua hai
Kiun milti mjhe waqti rihaii bhi “RanJ”
Jazbaat ka qaidi bhi kbi khaas hua hai

Kon Rota Hai Yahan Raat Ke Sannaton Mein
Mere Jesa Hi Koi Ishq Ka Mara Ho Ga
Kam Mushkil Hai Mgar Jeet Hi Lon Ga Us Ko
Mere Mola Ka Wasi Jonhi Ishara Ho Ga

Tumhari Har Ek Baat Bewafai Ki Kahani Hai
Lekin Teri Har Saans Meri Zindagi Ki Nishani Hai
Tum Aaj Tak Samajh Nahi Sake Mere Pyar Ko
Isliye Mere Aansoo Bhi Tere Liye Pani Hai.

Is Qadar Pyar Se Ae Jaan-e Jhan Rakha Hai
Dil Ke Ruksar Pe Is Waqt Teri Yaad Ne Hath
Yun Guma Hota Hai Garche Hai Abi Subah Firaq
Dhal Gya Hjar Ka Din Aa Bi Gyi Wasal Ki Raat

Ye Aaj Kon Se Tufan Main Hai Safeena-e Dil
Ke Door Door Kinare Nazar Nahi Aate
Hujoon Yas Hai Or Manzlon Andhera Hai
Wo Raat Hai Ke Sitare Nazar Nahi Aate

Shab Beti Chand Bi Dob Chla, Zangir Pari Darwaze Pe
Kun Dair Gaye Ghar Aye Ho, Sajni Se Karo Ge Bhana Kya
Jab Shehr Ke Log Na Rasta Dain, Kun Bn Main Na Ja Bsram Krain?
Dewanon Ki Si Na Baat Kary Tu Aur Kare Dewana Kya?

Kashti Bi Nahi Badli Darya Bi Nahi Badla
Aur Dobne Walon Ka Jazba Bi Nahi Badla
Hai Shoq-e Safr Aesa Ik Arse Se Yaro
Manzal Bi Nahi Pai Rasta Bi Nahi Badla

bewafa dhokebaaz shayari

Wo Khushi Tha Umeed Tha Ik Ihsaas Tha
Ba’ad Mein Ye Guman Hoa Bas Pal Do Pal Ka Sath Tha
Rehta Hai Aaj Bi Intizaar Is Aankh Ko Kisi Apne Ka
Wo Ja Ka Aaj Bi Sath Hai Jo Kabi Hamary Pass Tha

Har Ek Jazbat Ko Zuban Nahi Milti
Har Ek Aarzu Ko Dua Nahi Milti
Muskurahat Banaye Rakho To Duniya Hai Sath
Aansoo Ko Tu Ankho Me Bhi Panah Nahi Milti

Muje Ab Kuch Sujai Nahi Deta
Wo Apne Tak Rsai Nahi Deta
Mai Takti Rhon Paglon Ki Tarah
Wo Zalam Khain Dikhai Nahi Deta

Kia Zoq Hai Kia Shoq Hai So Martba Dekhon
Phir Bi Ye Khon Jalwa Jana Nahi Dekha
Kia Pojte Ho Kon Hai Ye? Kis Ki Hai Shuhrat
Kia Tum Ne Kabi Dagh Ka Dewan Nahi Dekha

Surat uski gulab jaisi hai
ankhon ki masti shrab jaisi hai
us se baat kar ke youn lagta hai
zindgi kisi haseen khawab jaisi hai

Koi Chupke Chupke Rota Hai,
Koi Dil Hi Dil Me Rota Hai,
Par Jo Dil Hi Dil Me Rota
HaiUska Dard Bada Hota Hai

Na Koi Kisi Ke Paas Hota Hai
Na Koi Kisi Ke Dur Hota Hai
Pyar Khud Chalkar Aata Hai
Jab Koi Kisi Ka Naseeb Hota Hai

Tamnna Se Ni Tanhai Se Darte Ha
Pyar Se Ni Ruswai Se Darte Ha
Milne Ki Chaht To Bahut Ha
ParMilan K Baad Ki Judai Se Darte Ha

Ibadat Rab Ki Aur Soorat Yaar Ki Ho,
Sajda Rab Ka Aur Rasam Pyar Ki Ho,
Ashiqo Ke Mahzab Ka Kaya Kahna,
Zikar Rab Ka Aur Baat Yaar Ki Ho

Ishq Ibadat Hai Ise Khone Mat Dena,
Bewafaai Gunah Hai Ise Hone Mat Dena,
Agar Aapne Bhi Kisi Se Pyaar Kiya Hai
Qasam Hai Us Pyaar Ko Rone Mat Dena.

Kucchh Meethe Pal Yaad Aate Hain Palkhon Par
Aansoon Chod Jaate Hain
Koi Aur Mile Toh Hume Na Bhulaa
Na Dosti Ke Rishtey Zindagi Bhar Kaam Aate Hai

Seekha Tha Uske Dil SeUski Zaat
Mein Rehna Seekha Diya
Uski Zaat NyAuqat Me Rehna

Aap Ne Majboor Kar Diya,
Jane Kyun Khud Se Door Kar Diya
Ab Bhi Yehi Sawal Hai Dil Me,
Ham Ne Kya Aisa Kasoor Kar Diya.

Tere Baghair Is Zindagi Ki Hume Zarurat Nahi,
Tere Siwa Hume Kisi Or Ki Chahat Nahi,
Tum Hi Rahoge Humesha Mere Dil Mai
,Kisi Or Ko Is Dil Mai Aane Ki Ejazat Nahi.

Dost Se Dost Kabi Khafa Nhi Hote,
Dil Milkar Kabi Juda Nhi Hote,
Bhula Dena Hmari Khamiyon Ko..
Kyon Ki Insaan Kabi Khuda Nahi Hote.

Is Zindagi Ko Jeene Ki Aarzoo,
Bin Tere Hai Adhuri,
Tera Sath Jo Mil Jaye,
Meri Zindagi Ho Jaye Puri

Bewafai line

Dil Ke Riste Bhi Ajib Hote Hain
Dur Hoke Bhi Kr bi Hote Hai
Jo Log Apko Roj Dekhte Hon
Log Kittne Khusnasib Hote Hai

Hame Jisne Khush Rahne Ki Aada
Di HaiHar Pal Jeene Ki Dua Di Hai
Aey Khuda Khush Rakhna Use Jisne
Apne Dil Me Thodi Si Jagah Di Hai

Ye Meri Aqeedat e Be Sabar,
Ye Mari Ibadat e Be_Sumar
Mujhe Mere Dawah e Ishq
NeNa Sanam Diya Na Khuda Diya

Conclusion


Bewafa Shayari reminds us that love is not always about happy endings sometimes it’s about learning from pain and growing stronger through heartbreak It teaches that even in betrayal and loneliness emotions make us human and help us understand the true meaning of love and life.

Similar Posts

2 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *